Shikayat Lyrics | Aur (Uraan) this is brand new Hindi song sung by Usama Ali, Ahad Khan and music of this latest song is composed by Raffey Anwar. Shikayat song lyrics are also penned down by Usama Ali, Ahad Khan while music video has been directed by Zeeru.
Shikayat Lyrics | Aur (Uraan)
Song: Shikayat
Singer: Usama Ali, Ahad Khan
Lyrics: Usama Ali, Ahad Khan
Music: Raffey Anwar
Starring: Usama Ali, Ahad Khan, Raffey Anwar
Label: Aur
Shikayat Lyrics | Aur (Uraan)
ज़ख्म दिल पे हैं दवा करो
आओ मिलके रस्में मोहब्बत अदा करो
कुछ ना कर सको मेरे लिए
तो बस ख्वाबों में ही मुझसे मिल लिया करो
आ मिलो कहीं मुझसे
के उम्मीद कुछ बाकी है मेरी
तुमसे ना जाने हसरत ही रही हो
तुम मेरी
के शायद ये दिन आखिरी हो
हम ख्वाहिश में मर जाएं
आ मिलो कहीं मुझसे
के उम्मीदें कुछ बाकी हैं मेरी तुमसे
ले चलो वहां मुझे
मैं देखता हूँ आसमान में भी अब तुझे
देखा एक रोज़ तारा टूट के गया
मांगी भी दुआएं पर हाँ तू नहीं मिला
वो आया ही नहीं जो एक दफा गया
वो दूर इतना हो गया मैं देख ना सका
है ढूँढ़ता वजह अब दिल ये बेवजह
है टूटा इस तरह से दिल के फिर नहीं लगा
तो आ मिलो कहीं ओ मेरे हमनशी
मैं अब भी हूँ अकेला
ये तू समझा क्यों नहीं
वजूद दिल्लगी की आरजू नहीं
मोहब्बत तो वही है जो कि मिलती ही नहीं
मोहब्बतों में झूम लू
मैं क्या करूँ बता
मैं मुक्तला हूँ ग़म में
या मैं ग़म की हूँ दवा
मैं बददुआ हूँ या दुआ हूँ
या मैं हूँ सज़ा
अब तू बता के मैं हूँ
या फिर तू है लापता तू बता
लापता हो गए हमारे लिए तुम
इतना चाहा के तुम बेवफा हो गए
जाना भूलना था तुम्हे खुदा की कसम
हाथ जब भी उठे तुम धुआं हो गए
होंठों पे दुआ है
वक़्त ठम नहीं रहा
तू ना मिल सका
तू बस में ही रहा
दुनिया की मोहब्बतों ने सब बदल दिया
तेरा ग़म अजीब है वहीं का वहीं रहा
भूलना मैं चाह रहा था तुझको इस तरह
ना तेरी जगह कोई हो ना हो तू वहां
अब तेरी तलाश में पता चला मुझे
तुमसे ही शुरू है रात तुमसे ही सुबह
तू मिल गयी तो जान मिलेगी ज़िंदगी मुझे
जो तू नहीं तो चाहिए कुछ नहीं मुझे
ख्वाब तू है सांस तू ही रात तू सुबह
काट दूंगा ज़िंदगी मैं देख के तुझे
देख ले मुझे ये कट रही है ज़िंदगी
अब देख के तुझे टूट ही गया हूँ
तू समेट ले मुझे समेट ले मुझे
कहीं बिखर ना जाऊँ मैं
हाँ हाँ ह्म्म..
तो आ आ मिलो कहीं ओ मेरे आंसू को पूछो
और फिर से रुलाओ मुझे
मेरा सब कुछ है तेरे लिए
तो आ आ मिलो कहीं दिल की बातें करो
और फिर से सताओ मुझे
मेरा सब कुछ है तेरे लिए
Zakhm Dil Pe Hain Dawa Karo
Aao Milke Rasmein Mohabbat Ada Karo
Kuchh Na Kar Sako Mere Liye
Toh Bas Khwabon Mein Hi
Mujhse Mil Liya Karo
Aa Milo Kahin Mujhse
Ke Ummeed Kuchh
Baaki Hai Meri Tumse
Na Jaane Hasrat Hi Rahi Ho
Tum Meri
Ke Shayad Yeh Din Aakhri Ho
Hum Khwahish Mein Mar Jayein
Aa Milo Kahin Mujhse
Ke Ummeedein Kuchh
Baaki Hai Meri Tumse
Le Chalo Wahan Mujhe
Main Dekhta Hoon
Aasmaan Mein Bhi Ab Tujhe
Dekha Ek Roz Taara Toot Ke Gaya
Maangi Bhi Duayein
Par Haan Tu Nahi Mila
Woh Aaya Hi Nahi
Jo Ik Dafa Gaya
Woh Door Itna Ho Gaya
Main Dekh Na Saka
Hai Dhoondta Wajah
Ab Dil Yeh Bewajah
Hai Toota Iss Tarah Se
Dil Ke Phir Nahi Laga
Toh Aa Milo Kahin
O Mere Humnashi
Main Ab Bhi Hoon Akela
Yeh Tu Samjha Kyun Nahi
Wajood Dillagi
Ki Aarzoo Nahi
Mohabbat Toh Wahi Hai
Jo Ki Milti Hi Nahi
Mohabbaton Mein Jhoom Loon
Main Kya Karun Bata
Main Muktala Hoon Gham Mein
Ya Main Gham Ki Hoon Dawa
Main Baddua Hoon Ya Dua Hoon
Ya Mai Hoon Saza
Ab Tu Bata Ke Main Hoon
Ya Phir Tu Hai Laapata Tu Bata
Laapata Ho Gaye
Humare Liye Tum
Itna Chaha Ke
Tum Bewafa Ho Gaye Jaana
Bhoolna Tha Tumhein
Khuda Ki Kasam
Haath Jab Bhi Uthe
Tum Dhuan Ho Gaye
Honthon Pe Dua Hai
Wakt Tham Nahi Raha
Tu Na Mil Saka
Tu Bas Nazam Mein Hi Raha
Duniya Ki Mohabbaton Ne
Sab Badal Diya
Tera Gham Azeeb Hai
Woh Wahin Ka Wahin Raha
Bhoolna Main Chah Raha Tha
Tujhko Iss Tarah
Na Teri Jagah Koyi Ho
Na Ho Tu Wahan
Ab Teri Talaash Mein
Pata Chala Mujhe
Tumse Hi Shuru Hai Raat
Tumse Hi Subeh
Tu Mil Gayi Toh
Jaan Milegi Zindagi Mujhe
Jo Tu Nahi Toh
Chahiye Kuchh Nahi Mujhe
Khwaab Tu Hai Saans Tu Hi
Raat Tu Subeh
Kaat Dunga Zindagi Main
Dekh Ke Tujhe
Dekh Le Mujhe
Yeh Kat Rahi Hai Zindagi
Ab Dekh Ke Tujhe
Toot Hi Gaya Hoon
Tu Samet Le Mujhe
Samet Le Mujhe
Kahin Bikhar Na Jaaun Main
Bikhar Na Jaaun Main
Haan Haan Hmm…
Toh Aao Na
Mere Aansu Ko Pochho
Aur Phir Se Rulao Mujhe
Mera Sab Kuchh Hai Tere Liye
Toh Aao Na
Dil Ki Baatein Karo
Aur Phir Se Satao Mujhe
Mera Sab Kuchh Hai Tere Liye